mai indra hu indrani hu
mai jhansi wali raani hu
barav hu darke rehna
ab shankh bajane wali hu
bhook grabi bekari ko
fir se mitane wali hu
jaati panth or kshetra vaad ki
jadd ukhadne wali hu
seesh kaatne walo ko
71 ke udh ki tarah se
seekh sikhane wali hu
hum sab milkar ek rahe
ye...
NAVJAWANO KI HOLI
holi khelo dilli mei khelo chahe assam mei
Holi milkar khelo chahe saare hi jahan mei
Holi milkar khelo chahe saare hi jahan mei
navjawn desh ke tu bharat maa ka laal h
seene mei h payar tere lahu mei gulal hai
seene mei h payar tere lahu mei gulal hai
bhagva ka tu hi...
kuch toh kasme aaj yahan khalo saathio
kuch toh farj aapna aab nibhalo saathiyo
luthe hue vatan ko bachalo saathio
luthe hue vatan ko bachalo saathio
kuch seva karke humko todne mei lage hai
kuch dhan ke bal pe humko fodne mei lage hai
afsos desh mei bhi kuch aiso ke...
seesh kaat le gaya mere jo sapoot ka
ranbhoomi mei ab maati chataungi .
ranchandi bahnu ya banungi kali maa
kaatungi seesh tere khappar bharke aaunji
bharat ki aan baan shaan h jawan mera
maa bharti ka maan mai bhadaungi
guru govind singh ka diya hua jo ye...
Bharat mei siksha pranali sanik siksha aaj ke parivesh mei bhaut hi aavashik hai.kyuki jis tarah se humare desh ke army men baad seema ki suraksha anaya visham paristhion mei samvahak bankar rastra ki ekta akhandta or samprabuta tahta sarvbhomikta ki raksha karke ek sajag pehri bnkar karte hai ...
ram ji ka kaam h toh raam ji karenge aap
kahe ko toh tumhe bs ram ji sawar h
dharam se kam vote se karo h pyar jayde
virth mei ram ji ka naam hi vichar h..
dharam ke pujari yadi bante ho tum dost
toh ayodhiya mathura kashi tum jaeiye
meri manayata toh jeeo or jeene do ki h
hume bs aapas mei...
satya ahimsa prem pujari manavta ke gandhi they
dharti ke lal bhadur they desh swabhimani they
vijayee vishv tiranga pyara lehar lehar leharyeega
maha samar mei shaktiban bharat bharat kehlayega
AARAKSHAN......
aazadi ke deewano ka ab leta koi naam nahi
satta mei sidhanto ki ab karta koi baat nahi
humne toh ye rajghat par gandhi rote dekha hai
arrakshan ke naam par navuvak jalte dekha hai
arrakshan nahi yahan sanrakshan hona chahiye
nayi vavystha naya yaha praivartan hona...
karnti ke shabd ka arth janta hu
kranti ke geet gana janta hu
gar so gayi samsheer mere desh ki
ye tasvir ho gayi mere desh ki
kranti ko mai jagana janta hu
kranti ke geet gana janta hu
krannt ko mai jagana janta hu
karnti ke shabd ka arth janta hu
kranti ke geet gana janta hu...
Azzadi ....the feeling of freedom
Janjeroo ko tod h azzadi aayi
kisi ne laathi kisi ne fassi kisi ne goli thi khai
swatantra ne aangan mei thi lori gayi
ek saath sab gaao vande matram
gaao mil kar geet vande maatram
gaao gaao aaj ye vande matram
na hindu na muslim sikh essai hai
ek kokh se...