jagrat bharat

karnti ke shabd ka arth janta hu
kranti ke geet gana janta hu
gar so gayi samsheer mere desh ki
ye tasvir ho gayi mere desh ki
kranti ko mai jagana janta hu
kranti ke geet gana janta hu
krannt ko mai jagana janta hu
karnti ke shabd ka arth janta hu
kranti ke geet gana janta hu

by mr .inderjeet singh yadav (senapati)
irrigation deptt. uttranchal roorkee
mob .9557008973...
 
kuch toh kasme aaj yahan khalo saathio
kuch toh farj aapna aab nibhalo saathiyo
luthe hue vatan ko bachalo saathio
luthe hue vatan ko bachalo saathio

kuch seva karke humko todne mei lage hai
kuch dhan ke bal pe humko fodne mei lage hai
afsos desh mei bhi kuch aiso ke haath hai
jo aapni matra bhoomi bhulne mei lage hai

deemak lagi hai neev mei makan ki
pahle ussi se ab char ko bachalo saathio
kuch toh kasme aaj khalo saathio

kuch toh farj aapna aab nibhalo saathiyo
luthe hue vatan ko bachalo saathio
luthe hue vatan ko bachalo saathio

gar laaj loote draupadi ki krishna khade h
gaddi ke liye ram aaj hat pe ade hai
hai fark sirf rehjano rehbaro sirf ye
ve sansado mei or ye bheedo mei pade hai

ye aastin ke saap hai rehbar ke naam par
pahle been bjakar inhe rijhahiye

punjab or bengal ke batware kar diye
himgri shikhar cheen ke charno mei rakh diye
bharat ke maanchitra mei sindhu nahi rahi
rashtra geet prem ke lopth kar diye

u pahle hi dukhi hai desh attankwad se
garima na bharat desh ki girao saathio

kuch toh kasme aaj yahan khalo saathio
kuch toh farj aapna aab nibhalo saathiyo
luthe hue vatan ko bachalo saathio
luthe hue vatan ko bachalo saathio

maa bharti ka maan chitra jo mityega
geet vandematram ke jo na gayega
aise logo ko hum rehne naa denge
lahu denge par vatan ki mitti na denge

ghajni ka aakraman ab hone naa denge
soomnath ke mandir ko hum lutne naa denge
satiyo ke samshaan ab sajne naa denge
lahu denge par vatan ki mitti na denge
 
Back
Top